Bismillah irrahman nirrahim
Umm Aayesha radi allahu anha se se rivayat
hai ki Rasoollallah sallallahu alalihi wasallam
apney tamam kaamon mein jahan tak
mumkin hota daaye (right side) taraf se shuru
karney ko pasand farmatey they Taharat ke
waqt bhi, Kangha karney mein aur juta
pahanney mein bhi
Sahih Bukhari, Vol 1, # 426
Abdullah bin masood radi allahu anhu se
rivayat hai ki Rasoollallah sallallahu alaihi
wasallam ne farmaya Qayamat ke din mere
sabse ziyada nazdeek wo log
hongey jo mujh par kasrat se (ziyada se
ziyada) Durud bhejtey hain
Jamia Tirmidhi , Vol 1, # 466
-----------------------------------------------------------------
Narrated 'Aisha radi allahu anha : The Prophet
Peace be upon him used to start every thing
from the right (for good things) whenever it
was possible in all his affairs; for example: in
washing, combing or wearing shoes.
Sahih Bukhari, Vol 1, Book 8, 418
Narrated by Abdullah bin masood radi allahu
anhu The Prophet peace be upon him said On
the day of Qiyamah the person closest to me
will be the one who has sent the most
Durood unto me.
Jamia Tirmidhi, Vol1 466
No comments:
Post a Comment