Sunday 13 May 2012

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Mafhum-e- Hadith: Kabristan mein Namaz
parhna mana hai
Hazrat Ali Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki
mere Habib Rasoollallah Sallallhu Alaihi
Wasallam ne Kabristan mein Namaz parhney
se mana farmaya hai
Sunan Abu Dawud, Vol 1, # 488
Hazrat Abu said khudri Radi Allahu Anhu se
rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi
wasallam ne farmaya sari zameen Namaz ki
jagah hai siwaye Hamam aur Kabristan ke
Sunan Abu Dawud, Vol 1, # 490
-------------------------------------------------------
English Translation:
Narrated Ali May Allah be Pleased with him
said: My affectionate friend (Prophet Peace be
upon him ) prohibited me to say prayer in the
graveyard
Sunan Abu Dawud, Vol 1, Book2 # 490
Narrated Sa'id may ALLAH be pleased with
him : The Prophet peace be upon him said:
The whole earth is a place of prayer except
public baths and graveyards.
Sunan Abu Dawud, Vol 1, Book 2, Number
0492

No comments:

Post a Comment